(tutorial)How to increase ram in Android Mobile, Just In Minutes
Doston Umeed Hae Ap Sab theek Honge..
Doston mene Boht Dekha ke aksar Logon ke sath Mobile men Ram ka Problem Hota hi Hota hae,
Kabhi Low Ram ki waja Se mobile Restart Hojata hae..
Kabhi Low Ram ki waja se Mobile hang hojata hae aur kabhi mobile men Boht Load ajata hae...
Magar Ab aisa kuch nahi aj men apke liye aisa Solution Laya Hon jis se apke Mobile ki Ram Increase hojaega... Aur wo Bhi sirf Ek Software Install karne se..
Ye Ek aisa Software hy Jo apke Mobile ki SD card ka kuch hissa Ram men Convert kar Dega aur apke Mobile ka Ram Increase Hojaega
How to Use RAM Expander
=>Ram Expader Ko Install karne ke baad Apna Language CHoose karen
=>Ab SWAP File Create karen Aur Swap Active par click kar ke aur use Enable kar den
=>Finish karne ke baad Grey Box pe Click karen aur SWAP ko Activate karen
=> Aur mubarak Ho apne Kamyabi se apna ram Increase Kar Diya hae
RAM Expander Download karne ke liye YAHAN CLICK KAREN
http://www.nextwap.net/mobile/bYHZmVOXba/roehsoft_ram_expander_swap_2_1.html
And download from direct download link.
No comments:
Post a Comment